">
Kuch Na Kaho Kuch Bhi Na Kaho lyrics from 1942 A Love Story (1994) movie is penned by Javed Akhtar, sung by Lata Mangeshkar, music composed by R D Burman, starring Anil Kapoor, Manisha Koirala.
Song Lyrics
Kuch na kaho kuch bhi na kaho kuch na kaho kuchh bhi na kaho kya kahna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho kuch na kaho kuchh bhi na kaho khoye sab pahchane khoye sare apne samay ki chhalni se gir girke khoye sare sapne khoye sab pahchane khoye sare apne samay ki chhalni se gir girke khoye sare sapne aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho kuch na kaho kuchh bhi na kaho hamne jab dekhe the sundar komal sapne phul sitare parbat badal sab lagte the apne hamne jab dekhe the sundar komal sapne phul sitare parbat badal sab lagte the apne aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho kuch na kaho kuch bhi na kaho kya kahna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho
The Kuch Na Kaho Kuch Bhi Na Kaho song lyrics is written by Javed Akhtar in the year 1994. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Anil Kapoor, Manisha Koirala. The details of Kuch Na Kaho Kuch Bhi Na Kaho song lyrics are given below:
Movie: 1942 A Love Story
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Javed Akhtar
Music / Music Composer: R D Burman
Artists / Stars: Anil Kapoor, Manisha Koirala
Music On: HMV
Year: 1994