">
As-Salaam Walekum lyrics is penned by Emiway Bantai, sung by Emiway Bantai, music composed by Flamboy, starring Emiway Bantai.
Song Lyrics
Haan as-salaam walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum As-salaam walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum Haan bahut logon main aane diya paas Kisko bhi maan leta tu hi hai khaas Phir pata chala mujhe to yeh to bakwas hai Mujhe hi karna chahte sab to nash yeh Sath rah ke haat pair kaanp rahe the Ke soch ke baap re baap Abhi se chalna hai sabse sambhal ke To khud ko kehta hoon ab fasle naap Main saans lena shuru kiya hoan Ammi abba ko khushi diya hoan Hai malik yeh teri raza hai Mujhe to aa rela jeene mein kaafi maza hai Kisi se nafrat nahi yehi wajah hai Khud ko bana lo be doosre ke darwaze kaiko bajaye Log yahan soch rakhe kaiko bachaye Jab tak hai paisa yeh sath mein machaye Asli log sath hain to samjhoge bhai Kisko hai rakhna kidhar Kisko banana jigar Kis pe dabana trigger Yeh main samjh gaya Kaafi logon ki chal se main bach gaya kya Haan ab puchh mujhe main kaise itta shana Itti se umar duniya samjh gaya Walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum As-salaam walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum Haan haan Duniyadari kam reh raha hoon apne mein Kisko bharosa nahi tha meri sapne mein Abba ko chhod ke mummy ko chhod ke Raste mein jitne bhi kaante the tod ke Yahan tak aayla aise kaise chhod dein Shortcut manta hai sabko in ko chitkor de Meri pincode pe Google kar Wikipedia pe milega mera naam Woh aise ch nahi ayele Uske liye kaam kiyele apun subah shaam Log kuchh bhi chillayenge Inka to aadat hai jhooth bolna sareaam Main to karun kaam mera kaam dega jawab Jahan bhi jaata hoon izzat hai nawab Tab tak hai dharti mein kab tak hai mauka Jaldi se jaldi kama le sabab Ruwab ko rakhna uncha Beech mein nahi bolne ka Tere ko ko kaun poochha Haal hi filhali mein maine kuchh socha Khud ka main kha raha hoin kiska nahi nocha Jee raha hoon hak se Itni pateli kyun karta hai shakhs yeh Poochh mujhse Bina jaan pehchan ke maidan mein ghusele Independent beta hak se Jawab dena hai to apun Kis se bhi nahi darta Jo bhi bolke dikhaya Bantai Woh main khulla karta kya Lets f**ks given abhi farak bhi nahi padta Poora game badal diya hai be 24 saal ka ladka Salaam walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum As-salaam walekum Sabko salaam walekum Door se salaam sabko Paas nhi aana tum Haan nafrat karega to khuda naraz Dharti mein insaan log ban rahe maharaj Inko nahi maalum kya hone wala aaj Yeh kasam khilayenge kal ki bahar kuchh aur Andar kuchh aur Par andar ki baatein to chehre pe jhalki Insaan ko nikal ke aayele par Khuda se bhi nahi rakh rahe dar Itna guroor tere andar mat bhar Itna kamaya leke jayega kidhar Paap tera saaf karne nahayega kidhar Baap bola beta mera chhod diya ghar Abbe aisa na kar Sath nahi chhodna Maa baap ne pakda hai hath nahi chhodna Chhodna hai to chhod un log ko Jo log beech mein hi chhod denge kya Haan apun bhi aise hi shyane banele Koyi todne ko aayega to apun bhi tod denge Hath sirf jod denge khuda ke saamne Achcha lag raha hai mujhe khuda ke saamne Batane yeh saari baatein Baaki log meri tarah yeh bata nahi paate Itne saare bas jo mera lockup hai Jaise yeh Paanipat hai yeh Paanipat hai Kyun ki thoda bahut karke nibha nahi paate Yeh dikha nahi paate jo main dikha raha Khud ko kabhi nahi bolna bechara Khud ka banunga main khud hi sahara Andar kyun chhupa hai chal beta bahar aa Woh nahi milega jo tu hai chah raha Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha Sabar hai le lo patience rakho Apna kaam karo dil laga ke karo Consistent raho yo Keep motivating each other Independent organic day one se Peace out
The As-Salaam Walekum song lyrics is written by Emiway Bantai in the year 2020. It was sung by Emiway Bantai, featuring Emiway Bantai. The details of As-Salaam Walekum song lyrics are given below:
Album: As-Salaam Walekum
Singer: Emiway Bantai
Lyricist / Lyrics Writer: Emiway Bantai
Music / Music Composer: Flamboy
Artists / Stars: Emiway Bantai
Music On: Emiway Bantai
Year: 2020