">
TERE BIN Nahi Laage Jiya lyrics from Ek Paheli Leela (2015) movie is penned by Kumaar, sung by Uzair Jaswal, music composed by Amaal Mallik, starring Sunny Leone, Jay Bhanushali..
Song Lyrics
Ho.. Ye raatein ab nahi dhadakti Din bhi saans nahi lete Ab toh aa jaao mere soneya Baatein reh gayi adhoori Mere labon pe zaroori Aake sun jaao mere soneya Tere bin.. nahi laage jiyaa Tere bin.. ab to aaja piyaa Tere bin.. nahi laage jiyaa.. Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai Sookhe sookhe alfaaz, khali khali mere haathon ki laqeerein bulaave soneya.. Tere bin.. nahi lage jiya Tere bin.. ab to aaja piya Tere bin.. nahi laage jiya.. Ho.. Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare Aaja leke tu savere kar ja door andhere Teri doori tadpaave soneya Tere bin.. naahi laage jiyaa Tere bin.. ab to aaja piyaa Tere bin.. nahi laage jiyaa.. Tere Bin.. Tere Bin!
The TERE BIN Nahi Laage Jiya song lyrics is written by Kumaar in the year 2015. It was sung by Uzair Jaswal, featuring Sunny Leone, Jay Bhanushali.. The details of TERE BIN Nahi Laage Jiya song lyrics are given below:
Movie: Ek Paheli Leela
Singer: Uzair Jaswal
Lyricist / Lyrics Writer: Kumaar
Music / Music Composer: Amaal Mallik
Artists / Stars: Sunny Leone, Jay Bhanushali.
Music On: T-Series
Year: 2015