">
Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaro lyrics from Laawaris (1981) movie is penned by Anjaan, sung by Kishore Kumar, music composed by Kalyanji Anandji, starring Amitabh Bachchan.
Song Lyrics
ek din kisi fakir ne ek baat kahi thi ab ja ke dil ne mana mana vo baat sahi thi jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro mai nahi kehta mai nahi kehta kitabo me likha hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro hum to kya hai hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai bana kar hum ko mitata hai fir banata hai adami tut ke adami tut ke sau bar juda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai aandhiyo me bhi ummido ka diya jalta hai kal ki ummid pe kal ki ummid pe insan jiya hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro kab talak humse kab talak humse ye takdir bhala ruthegi kab talak humse ye takdir bhala ruthegi in andhero se ujale ki kiran chhutegi gum ke daman me ho gum ke daman me kahi chain chhupa hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro mai nahi kahta mai nahi kahta kitabo me likha yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro
The Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaro song lyrics is written by Anjaan in the year 1981. It was sung by Kishore Kumar, featuring Amitabh Bachchan. The details of Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaro song lyrics are given below:
Movie: Laawaris
Singer: Kishore Kumar
Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan
Music / Music Composer: Kalyanji Anandji
Artists / Stars: Amitabh Bachchan
Music On: HMV
Year: 1981