">
Tera Naam Liya Dil Thaam Liya lyrics from Dharam Kanta (1982) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle, music composed by Naushad Ali, starring Jeetendra.
Song Lyrics
dil ke bajar daulat nahi dekhi jati pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati ek ada par ye dilo jan nichawar kar du mal acha ho to kimat nahi dekhi jati ulfat ko jamana kya jane ulfat ko jamana kya jane ulfat se to hamne kam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya hum bhi to inhi do bato par hum bhi to inhi do bato par badnam hue ilzam liya ki tera nam liya dil tham liyatera nam liya dil tham liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya parda bhi hai or parda bhi nahi jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi chilman kahi padi ho sarakti jarur hai dilwalo ki nigah pahuchti jarur hai kangan ho ya chudiya ho magar bichhadi rat ho koi na koi chiz khanakti jarur hai parda bhi hai or parda bhi nahi jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi andaz yahi dikhlake sanam andaz yahi dikhlake sanam dil tune sanam bedam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya jo aag hai tere sine me wo aag idhar bhi jalti hai tumhare dard betab hamko rat bhar rakha kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha tumhari rah dekha ki hum bekarari me kabhi chokhat par sar rakha kabhi khidki pe sar rakha jo aag hai tere sine me wo aag idhar bhi jalti hai diwane teri chahat me kabhi diwane teri chahat me kabhi hamne bhi nahi aram liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya botle me kaha pyale me kaha masti hai jo teri ankho me tumhari mad bhari ankho ke ham sarabi hai hatao feko ye juthi sarab ki botle nasha jawani me hota hai dil me hota hai nasha sarab me hota to nachti botle botle me kaha pyale me kaha masti hai jo teri ankho me masti hai jo teri ankho me jis din se milayi tujhse najar jis din se milayi tujhse najar hatho me na humne jam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya mane ki na maine tu pyare kahte hai jo hum par biti hai sabne mahfil ke liye shama banaya mujhko jiske mai hath lagi usne jalaya mujhko maine mana ki tu mere liye bechain raha maine mana ke tu mere liye bechain raha jane man tune bhi rato ko jagaya mujhko mane ki na mane tu pyare kahte hai jo hum par biti hai jab sham dhali jab dard utha jab sham dhali jab dard utha is dil ne tera nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya tera nam liya
The Tera Naam Liya Dil Thaam Liya song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1982. It was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle, featuring Jeetendra. The details of Tera Naam Liya Dil Thaam Liya song lyrics are given below:
Movie: Dharam Kanta
Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri
Music / Music Composer: Naushad Ali
Artists / Stars: Jeetendra
Music On:
Year: 1982