">
Zamana To Hai Naukar lyrics from Naukar Biwi Ka (1983) movie is penned by Anjaan, sung by Nishi Kohli, Kishore Kumar, music composed by Bappi Lahiri, starring Anita Raaj, Dharmendra.
Song Lyrics
hey sambhal are log mujhe kyun dete hai taana haa main hun biwi ka deewana are to kya hua jamana to hai naukar biwi ka jamana to hai naukar biwi ka log mujhe kyu dete hai taana haa main hun biwi ka deewana are to kya hua jamana to hai naukar biwi ka jamana to hai naukar biwi ka [haa sare shahar ko aankh dikhaye sabki udaye khilli shohar baahar sher bane par ghar me bhigi billi ghar ghar ka dastur yahi hai] (x2) bambayi ho ya dilli jamana to hai naukar biwi ka jamana to hai naukar biwi ka [jai ho patni raani har pooja se badkar dekhi maine patni pooja pyar me dooba biwi ke to or nahi kuch sujha] (x2) duniya mein khush rehne koi or naa rasta duja kyu kyon ki zamana to hai naukar biwi ka biwi aisi kaha dusri mahun mahun mahun mahun karunga sari umar nokari mahun mahun mahun dunga main din raat salami karunga mai din raat gulami pyar mujhe tu sachha de de de de de de de de kya dede bas ek bachha dede dede bas ek bachha dede o dont be see shut up main to bolunga main to bolunga koi kunwara maane naa maane shaadi jo kar le ye wohi jaane zamana to hai naukar biwi ka chodo naa zamana to hai naukar biwi ka off ho chhodo naa jamana to hai naukar biwi ka dada ji dekh rahe hai jamana to hai naukar biwi ka off ho chhodo naa
The Zamana To Hai Naukar song lyrics is written by Anjaan in the year 1983. It was sung by Nishi Kohli, Kishore Kumar, featuring Anita Raaj, Dharmendra. The details of Zamana To Hai Naukar song lyrics are given below:
Movie: Naukar Biwi Ka
Singer: Nishi Kohli, Kishore Kumar
Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan
Music / Music Composer: Bappi Lahiri
Artists / Stars: Anita Raaj, Dharmendra
Music On: Time
Year: 1983