">
Manzilen Apni Jagah Hain lyrics from Sharaabi (1984) movie is penned by Prakash Mehra, sung by Kishore Kumar, music composed by Bappi Lahiri, starring Amitabh Bachchan, Jaya Prada.
Song Lyrics
manzilo pe a ke lutate hai dilon ke caravan kashtiya sahil pe aksar dubati hai pyar ki manzile apni jagah hai raste apni jagah (2) jab kadam hi sath na de to musafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera (2) badh ke koyi hath na de dil bhala fir kya kare manzile apni jagah hai raste apni jagah dubne wale ko tinke ka sahara hi bahot dil bahal jaye fakat itna ishara hi bahot itne par bhi asman wala gira de bijaliyan koi batla de zara yeh dubta fir kya kare manzile apni jagah hai raste apni jagah pyar karna jurm hai to jurm hum se ho gaya kabil-e-mafi hua karte nahin aise gunah sangdil hai yeh jahan aur sangdil mera sanam kya kare josh-e-junun aur hausla fir kya kare manzile apni jagah hai raste apni jagah jab kadam hi sath na de to musafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koyi hath na de dil bhala fir kya kare
The Manzilen Apni Jagah Hain song lyrics is written by Prakash Mehra in the year 1984. It was sung by Kishore Kumar, featuring Amitabh Bachchan, Jaya Prada. The details of Manzilen Apni Jagah Hain song lyrics are given below:
Movie: Sharaabi
Singer: Kishore Kumar
Lyricist / Lyrics Writer: Prakash Mehra
Music / Music Composer: Bappi Lahiri
Artists / Stars: Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Music On: HMV
Year: 1984