">
Damn lyrics is penned by Raftaar, Kr$na, sung by Raftaar, Kr$na, music composed by Raftaar, starring Raftaar, Kr$na.
Song Lyrics
Yeah yeah Kabhi kabhi mujhe lage mere pichhe ek saaya Jo aaya hai mujhe batane ki Woh aage zyada jo chaate zamane ki Latt badi lagi jinhe auron ka khaane ki Haan Kitna hi kha lenge haan Kitna bacha lenge haan Yeah yeah Bhaage jo bawarchi inke To khud ka bana lenge kya kya kya Khud ko sambhalenge kya Yeh karma mitayenge haan Khud jo hain ghar pade Humko woh ghar pe bitha lenge kya Par mujhe kya mujhe kya haan haan Main kisi ki nai sunta Mujhe poore karne armaan ghar ke Aur sapne jo main bunnta Kaafi dabi padi mere dil mein hain baatein Dil se na nikle woh studio ki raatein Aayi gayi jaane kitni hai barsaat Jo pehle mere bhai the woh ab bhi mere sath hain Yeah Aakhein milaoge na ya aakhein churaoge haan haan haan Sabse banaate ho baatein khud ko bana loge kya Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn yeah yeah Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn yeah yeah Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time yeah yeah Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time yeah yeah Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn I don’t give a damn Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn I don’t give a damn Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time yeah yeah Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time yeah yeah Samajh nai paate Mujhe yeh samajh nai paate Karte yeh bhasad ki baatein Par chashme laga karke nazar ni aate Main to deta ni damn Karne mein khatam main leta ni time Sath mein laya main yeh wali gang Kalamkaar meri ek aadhi fame Rakhun mere paas Kareeb jo mere aage khaas Baaki na karta bardaasht hai Gaanon mein chodun main laash Antim ardaas ae Paisa hai paas hai meri zubaan ka Inko to samajh ni aata Aaj jo kala hai khud hi to kara hai Kisi ka namak ni khaata Keh do keh do keh do Milna ni changes se chango Hater hain saikadon par main hoon thankful Karun main handle Shukriya fans ko Bante aaj fans book fans book Bante aaj fans book fans book Club jaise band hon Mushkura jab jaata hoon bank ko Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn deta ni damn Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn deta ni damn Haan ab main deta ni damn Haan ab main deta ni damn deta ni damn Haan ab main deta ni damn Haan ab main deta ni damn yeah yeah Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn I don’t give a damn Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn I don’t give a damn Haan ab main deta ni damn Haan ab main deta ni damn yeah yeah Haan ab main deta ni damn Haan ab main deta ni damn Ghar pe lambi gaadi Ghar mein bakse mein hai roli Rehta apne dub mein Par main khata nahi mauli Studio hai ghar mein Office 200 meter door Boli meri meethi Par main hathon se mazdoor Na na na na Mere aage na zor chala Na na na na Le le yeh free ki salaah Haan haan haan haan Maa ne to meri kaha Haan haan Sab tu bhula ke Ja dushman ko gale laga Being an artist being me That was my best excuse for being crazy
The Damn song lyrics is written by Raftaar, Kr$na in the year 2020. It was sung by Raftaar, Kr$na, featuring Raftaar, Kr$na. The details of Damn song lyrics are given below:
Album: Damn
Singer: Raftaar, Kr$na
Lyricist / Lyrics Writer: Raftaar, Kr$na
Music / Music Composer: Raftaar
Artists / Stars: Raftaar, Kr$na
Music On: Zee Music Company
Year: 2020