">
2014 lyrics is penned by Naved Shaikh, sung by Naezy, music composed by Karan Kanchan, starring Naezy.
Song Lyrics
Kya bol reli hai public Number 70 se Khatarnak shot Kaun mere saath? Karan kanchan on the beat Naezy the baa boy! 2014 kia main shurun Waqt beete fast fast 6 7 saal Mushkilein thi saath saath Vishwasghat saanp mere aas paas Path mera pathrila nokila bahot billa Show killer moti ka seep mila Daaku samundri main pirate O.g tu pirated main high rated Modi to chai beche Rap game pe lock mera Rap karna job nahi rap karna shauk mera Whack rappers bahut se yahan Bap inka godzilla rehta kahan road pe Main rehta kaha log ke dil mein dimag mein Filmein demand pe tu netflix main black tix mein Behtareen practice mein role mera 70 tu 35 mein Flow mera hatkar hai kayi kismein Daant tere gayab hai dentist main Lab me partal karu scientist main Antique romantic main dharti par mehnati Tu dharti pe bhoj gireli soch galat approach Paka nahi fal maarelle choch Cheen lere log looti patang Ya toh fir gappa na teri na meri Dono ka nuksaan pachtana bachkana Rone ka game aadat ye purana Tujhko main pehchana Bhari main tujhpe toh maamuli nishana Lagana usko hi pehnana Mujhko nahin sikhana batana satana patana Meri nahin hatana Hategi meri toh batega watana Fategi teri aur jagega zamana Score karun gandhi lau andhi Main tufaani yun lana kranti Roz karun warjish sitaare Mere gardish mein urdu zubaan pe Soch meri sanskrit mein arabic mein Jeewan ki peheliyan rubiks cube Girlfriend ki khairiat moody khoob Scooby doo hua tu bhi screwed Khud hi tu jhooth bole doosre ki chhod Khud ho durust pehle jaise main rehta line pe Tu late main hun time pe Hai demand mera main command mein Lu remand tera teri jaan pe Teri jaan le raha mujhko pehchan be Mujhko pehchan lera shanti mijaaj mein Andaz ek misaal haina rishte tabah hue Raaste shumaar haina Mera raasta ye mera raasta wo Tera saath jo de tera raasta wo Baaki raste se tum side hato Mujhe jane do mujhe aane do Tasalli lo tasalli do Mera haq hai jo mujhe paane do Sach se sirf bhaagna koi hal nahi hai Rab jo nahi yaad kaara aisa pal nahi hai India mein rapping ka kal yahi hai Hip hop me elements 5 hai Snapback ek taj hai Mcing djing bboying grafitti Knowledge ek art hai Khud kare jo wo dusre mein baat te Dukh baatein sukh baatein nafrat pe muskraate Kuch kaate chub jaate pehle bhaichara Tum khud chaahte waqt aata bhul jate
The 2014 song lyrics is written by Naved Shaikh in the year 2020. It was sung by Naezy, featuring Naezy. The details of 2014 song lyrics are given below:
Album: 2014
Singer: Naezy
Lyricist / Lyrics Writer: Naved Shaikh
Music / Music Composer: Karan Kanchan
Artists / Stars: Naezy
Music On: Big Bang Records
Year: 2020