">
Aur Is Dil Mein lyrics from Imaandaar (1987) movie is penned by Prakash Mehra, sung by Asha Bhosle, Suresh Wadkar, music composed by Kalyanji Anandji, starring Farah, Sanjay Dutt.
Song Lyrics
Aur is dil mein kya rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Aur is dil mein kya rakha hai Aur is dil mein kya rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Cheer ke dekhe dil mera toh Cheer ke dekhe dil mera toh Tera hi naam likha rakha hai Tera hi naam likha rakha hai Pyar ke afsaane sune thhe logo se Pyar kya hota hai ye toone samjhaya Mila dil tujhse toh kwaab dekhe aise Junu jaane kaisa jawan dil pe chhaya Dil mein aisa dard utha Dil ho gaya deewana Dil ho gaya deewana Deewano ne is duniya mein Deewano ne is duniya mein Dard ka naam dawa rakha hai Dard ka naam dawa rakha hai Aur is dil mein kya rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Tera hi dard chhupa rakha hai Nigahon mein meri ye surat hai teri Zindagi ye meri amanat hai teri Dhadakte seene mein mohabbat hai teri Mohabbat ye teri ibaadat hai meri Tere siwa kuch yaad nahi hai tu hi tu dil mein Haan tu hi tu dil mein Dil ne yaar ki pooja ki hai Dil ne yaar ki pooja ki hai Pyar ka naam khuda rakha hai Pyar ka naam khuda rakha hai Aur is dil mein kya rakha hai Tera hi pyar chhupa rakha hai Tera hi pyar chhupa rakha hai Cheer ke dekhe dil mera toh Tera hi naam likha rakha hai Tera hi naam likha rakha hai Tera hi naam likha rakha hai
The Aur Is Dil Mein song lyrics is written by Prakash Mehra in the year 1987. It was sung by Asha Bhosle, Suresh Wadkar, featuring Farah, Sanjay Dutt. The details of Aur Is Dil Mein song lyrics are given below:
Movie: Imaandaar
Singer: Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Lyricist / Lyrics Writer: Prakash Mehra
Music / Music Composer: Kalyanji Anandji
Artists / Stars: Farah, Sanjay Dutt
Music On: Saregama Music
Year: 1987