">
Babul Ka Ye Ghar Behna lyrics from Daata (1989) movie is penned by Anjaan, sung by Kishore Kumar, Alka Yagnik, music composed by Kalyanji Anandji, starring Tanvi Azmi, Shammi Kapoor, Mithun Chakraborty, Farah, Asha Sharma, Arjun.
Song Lyrics
babul ka yeh ghar behna kuch din ka thikana hai banake dulhan ek din tujhe piya ghar jaana hai baapu tere angan ki main tho ek kali hoon is angan ko chod kyun kiss aur ka ghar sajana hai beti ghar babul ke kissi aur ki amanat hai dastoor duniya ka hum sab ko nibhana hai maiya tere anchal ki main to ek gudiya re tune mujhe janam diya tera ghar kyun begana hai maiya pe kya beet rahi behna tu ye kya jaane kaleje ke tukde ko roh roh ke bhulana hai bhaiya tere baag ki main kaise chidiya re raat bhar besara hai subha udd jaana hai behna tere bachpan ki yaadei ham sab ko satayengi phir bhi teri doli ko kaandha to lagana hai babul ka yeh ghar behna kuch din ka thikana hai banke dulhan ek din tujhe piya ghar jaana hai
The Babul Ka Ye Ghar Behna song lyrics is written by Anjaan in the year 1989. It was sung by Kishore Kumar, Alka Yagnik, featuring Tanvi Azmi, Shammi Kapoor, Mithun Chakraborty, Farah, Asha Sharma, Arjun. The details of Babul Ka Ye Ghar Behna song lyrics are given below:
Movie: Daata
Singer: Kishore Kumar, Alka Yagnik
Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan
Music / Music Composer: Kalyanji Anandji
Artists / Stars: Tanvi Azmi, Shammi Kapoor, Mithun Chakraborty, Farah, Asha Sharma, Arjun
Music On: T-Series
Year: 1989