Adhoori Dhun Lyrics

Adhoori Dhun lyrics is penned by Vaibhav Bundhoo, sung by Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik, music composed by Vaibhav Bundhoo, starring Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik.




0 0

Song Lyrics

Mann ke andhero mein base hain
Jo dard
Tu keh de toh alfazo mein badlu
Par hogi shayad kahani
Na poori
Tere bin hai ye adhoori

Tere bin tere bin tere tere bin
Beetein din beetein din
Kaise beete din
Fir se gin fir se gin
Zakhmein prati din
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Tere bin tere bin tere tere bin
Beetein din beetein din
Kaise beete din
Fir se gin fir se gin
Zakhmein prati din
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Raat ko kare saare
Puchhe mujhko tere baare
Tu rahe toh rehte thande
Mann ke ye angaare ye
Sabse jeete phir apno ke
Aankho mein kyon haare
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe toh rehte thande
Mann ke ye angaare
Fir se jaage fir se soye
Fir se jaage fir se soye
Fir se jaage fir se soye
Zindagi se haare

Tere bin tere bin tere tere bin
Beetein din beetein din
Kaise beete din
Fir se gin fir se gin
Zakhmein prati din
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Mann ke andheron mein base hai
Jo dard
Tu keh de toh alfazo mein badlu
Par hogi shayad kahaani
Na poori
Tere bin hai yeh adhoori

Kaale kaale kaale
Kaale sheeshon mein jo hai likha
Mujhe usme kuchh sacha dikha
Tune duniya ko kitna diya
Badle mein tujhe bata kya hai mila

Jaane de jaane de jaane de jaane de
Jalane walo ko jalaane de
Logon ko farak nahi
Kya hai sahi kya ghalat nahi
Wo toh chahte hain kisi ka gala
Wo toh chahte hain kisi ka bali
Wo toh chahte hain ke lahu bahe
Wo toh chahte hain aag lage
Sab jale tera yeh naam tera yeh kaam
Tera makaan tera dukaan tera yakeen
Mitra’heen na koi jashan na koi scene

Mann ke andheron mein base hai
Yeh dard
Tu keh de toh alfazo mein badlun
Par hogi shayad kahaani
Na poori
Tere bin hai ye adhoori yeh

Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe toh rehte thande
Mann ke yeh angaare
Sabse jeete phir apnon ke
Aankho mein kyo haare
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe toh rehte thande
Mann ke yeh angaare
Fir se jaage fir se soye
Fir se jaage fir se soye
Fir se jaage fir se soye
Zindagi se haare

Tere bin tere bin tere tere bin
Beetein din beetein din
Kaise beetein din
Fir se gin fir se gin
Zakhmein prati din
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene

Tere bin tere bin tere tere bin
Beetein din beetein din
Kaise beetein din
Fir se gin fir se gin
Zakhmein prati din
Mitra’heen ke na koi jashan
Aur na koi scene


Official Video Song



Song Details

The Adhoori Dhun song lyrics is written by Vaibhav Bundhoo in the year 2019. It was sung by Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik, featuring Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik. The details of Adhoori Dhun song lyrics are given below:

movie Album: Adhoori Dhun

singer Singer: Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Vaibhav Bundhoo

music Music / Music Composer: Vaibhav Bundhoo

artist Artists / Stars: Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik

music on Music On: Girliyapa

year Year: 2019


Adhoori Dhun lyrics

Album Songs List

403
118
382
101
315
103
268
91
247
85
233
80
221
81
206
73
204
71
196
78
188
65
185
64
184
70
183
82
181
77