">
Father Saab lyrics is penned by King, sung by King, music composed by Section 8, starring Amit Bhadana.
Song Lyrics
Re bapu tune sikhaya jo kabhi bhula nahi Galti na ho toh suraj ki ankhon mein taad le Jahan ko pade wo kadam ruke nahi Soch aisi ho chattano ka bhi seena paad de Logo se tere ghutne Ajj tak teke nahi gaye Kyunki aiso se kabhi Ghamand ke kapde fenke nahi gaye Aur jo datta rahein Akhiri sans tak wo Sathi hota hai Oh sach ka khada bhi Ek anek mein beta kaafi hota hai Aur jo haq ke liye lade sabse Baap hi hota hai Peeth pe chadke duniya dikhe jiske Wo baap hi hota hai Aur jo dante chahe mare Par dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare jamane ki Wo baap hi hota hai Bapu teri khoobi sari Mujhme samaa rakhi Oh tere jaisi maine Izzat kamma rakhi Oh jab faraz uthaya jimmedariyo ka Tab se hi dukhi maine kabhi nahi maa rakhi Wo roj mujhme teri chavvi dekh karti bapu Parchaiyan shero ki kahan marti Ik wajah hoti hai jo jeen eki bapu Wo maa ki aankhon mein dikha karti Tu nahi duniya mein par teri baat rahein Rampal foji ke poto ki poori thaath rahein Oh rakh ke haath jo sir pe Mitta gam sare Baap hi hota hai Sahi aur galat mein farak batave Aisa baap hi hota hai Aur jo dante chahe mare Par dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare jamane ki Wo baap hi hota hai Re bapu ankh mein le aasman se Jab jab chehra tera dikhta hai Main roj ladu toofaan se banda Tehar kahan khichta hai Main roj punchu bhagwan se Kyun tu saath nahi dikhta hai Tu taras hi kha ke jagah dikha ke Khwab jahan bikta hai Kyun na vahin se hi jake main khreed loon Mujhe mange se pyaar milta nahi Par tera hi diya hua sab rakha Par mujhe baap mera dikhta nahi Aj tere bina bhi main Teri hi nazaron se duniya dekhta hoon Main aaj bhi tere na hone ka dukh Ek haste huye chehre se lapetta hoon Bapu teri duaen kuch is tarah mere saath hai Aj dharti pe khada hoke main Poore ka poora aasman samet’ta hoon Bapu bapu bapu bapu Aur jo dante chahe mare Par dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare jamane ki Wo baap hi hota hai
The Father Saab song lyrics is written by King in the year 2021. It was sung by King, featuring Amit Bhadana. The details of Father Saab song lyrics are given below:
Album: Father Saab
Singer: King
Lyricist / Lyrics Writer: King
Music / Music Composer: Section 8
Artists / Stars: Amit Bhadana
Music On: Amit Bhadana
Year: 2021