">
Khatma lyrics is penned by RCR, sung by RCR, music composed by Shrai Pradhan, starring RCR.
Song Lyrics
Bohot dino se kuch mere dil me tha Jo mai sabko batana chahta tha Or aaj mai vo sab kehne ko aaya hoon Jo din raat mujhe andar hi andar kha raha tha Mujhe aisa lagta hai ki Yaha sach ko chhod ke baaki sab kuch sach hai Dimaag ke khel dil ke fail clutch hai Farebiyo se tujhe imaan ki umeed Waah rcr teri toh soch hi too much hai Yaha jism bikta hai Hunar kara tikta hai Aakh walo ne phera muh zakhmo se Andhe bole bhai tera dard mujhe dikhta hai Yeah! Chheen liya mera saaya ke parchhayi na dikhe Marey gaye jazbaat kalam ke likhe Is kadar giraya falak se zameen pe Jo heero se mehnga ab kaudi me na bikey Jala ke seena ke taano ke rotiya sekte Dil diya badle me gaaliya fekte Ek ansu bhi unka lagt tha tezaab Jab mai rota saale saab door se dekhte Chhodi na daali na mere liye koi khali Darbadar thokre mai aawara parinda hoon Puchte hai haal tabah karke Mar gaya tu saale Mera jawab abhi zinda hoon Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Shukriya mumbai tune dil kiya patthar Nahi to industry me aage na badhta Zinda the jo jazbaato pe kafan tha Emotional fool bas ab fark nahi padta Haara mai jo unki diwali man gayi Taano ki chhaati fir great khali si tann gayi Khushnaseeb hoon mere parwardigaar Meri haar jo kisi ki khushi ka kaaran ba gayi Lehro se tez dubane ka kaam kare Meri kareebi maali halat thik par Kaise karu door inki dil ki gareebi Saare freezer in thand jwaala mukhi ko nyota Taras aay dekh inki badnaseebi Ghar bhi ab mujhe ghar na lage Darr bhi ab mujhe darr na lage Dil ki chott se duniya hi gayi hill Ab udta hoon bebasi me bas par na lage Par kaise karoge yaha par mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan Behre hai saap Kab tak been bajaoge Doodh ke badle zehar milega Be maut maare jaaoge Kiya mera career apni or se khatam Haatho ka chheen liya Maathe ke kaise chheen paoge Tumhe kya laga tha ki tum mujhe rok paoge Dekh mai phir wapis aa gaya hahahah Jab log utha gae masoomiyat ka fayda Phir bhola panchi seekh gaya Haramiyat ka qayda Jeet gaya saare mere hatters gaye chook Shor hua jeet ka jaise bajda zook But i don’t care i fuck the shit 4 saal lagau rap me phir bhi rahuga hit Jo mai kar jauga vo koi ni kar paega Mere jaane ke baad mere jaisa na koi aayega Mai na rahuga par Mera naam reh jayega Mera naam reh jayega Yaha sab meri maiyat ka tamasha dekh rahe hai Jism jalke khaak hai sab haath seek rahe hai But you know what Ye banda pehle dinse superstar tha Hai or rahega Kaise karoge yaha pe mera khatma Saari meri hai zameen mera aasmaan [x4]
The Khatma song lyrics is written by RCR in the year 2020. It was sung by RCR, featuring RCR. The details of Khatma song lyrics are given below:
Album: Khatma
Singer: RCR
Lyricist / Lyrics Writer: RCR
Music / Music Composer: Shrai Pradhan
Artists / Stars: RCR
Music On: Rcr rapstar
Year: 2020