">
Jiske Sapne Hume Roz Aate Rahe lyrics from Geet (1970) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, music composed by Kalyanji Anandji, starring Rajendra Kumar.
Song Lyrics
Jiske sapne hame roz aate rahe, dil lubhate rahe ye bata do bata do ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jiske sapne hame roz aate rahe, dil lubhate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jab bhi jharno se maine suni ragini jab bhi jharno se maine suni ragini mai ye samjha tumhari hi payal baji ho jiski payal pe ho jiski payal pe hum dil lutate rahe, jan lutate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jiske roz roz hum geet gate rahe, gungunate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jab bhi thandi hawa gungunate chali jab bhi thandi hawa gungunate chali me ye samjhi tumhari hi murali baji jiski murli pe jiski murli pe hum lehrate rahe, balkhate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jiske sapne hame roz aate rahe, dil lubhate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi ye mahakte bahakte huye raste khul gaye aap hi pyar ke waste de rahi hai pata mad bhari wadiya jaise pahle bhi hum tum mile ho yaha ho kitne janmo se ho kitne janmo se jisko bulate rahe, aazmate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi jiske sapne hame roz aate rahe, dil lubhate rahe ye bata do kahi tum wohi to nahi, wohi to nahi tum wohi to nahi, tum wohi to nahi wohi to nahi, wohi to nahi
The Jiske Sapne Hume Roz Aate Rahe song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1970. It was sung by Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, featuring Rajendra Kumar. The details of Jiske Sapne Hume Roz Aate Rahe song lyrics are given below:
Movie: Geet
Singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Kalyanji Anandji
Artists / Stars: Rajendra Kumar
Music On:
Year: 1970