">
Nafarat Ki Duniya Ko Chod Ke Pyar Ki Duniya Me lyrics from Haathi Mere Saathi (1971) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Tanuja, Rajesh Khanna.
Song Lyrics
Nafarat ki.. duniya ko chhod ke.. Khush rahna.. mere yaar.. Nafarat ki duniya ko chhod ke Pyar ki dunia me.. Khush rahna.. mere yaar (X2) Is jhuth ki nagri se Tod ke nata ja pyare.. Amar rahe tera pyar.. Khush rahna mere yaar.. Jab janavar koi, inasan ko mare Jab janavar koi, inasan ko mare Kahte hai dunia me, vahashi use sare Ek janavar ki jan aaj insano ne li hai.. Chup kyu hai sansar.. Khush rahna mere yaar.. Bas aakhiri sun le, ye mel hai apna Bas aakhiri sun le, ye mel hai apna Bas khatm aye sathi, ye khel hai apna Ab yaad me teri bit jaaege ro-ro ke.. Jeewan ke din char.. Nafrat ki dunia ko chod ke Pyar ki duniya me.. Khush rahna.. mere yar Khush rahna.. mere yar Khush rahna.. mere yar Khush rahna.. mere yar
नफरत की.. दुनियाँ को छोड़ के..
खुश रहना.. मेरे यार..
नफरत की दुनियाँ को छोड़ के
प्यार की दुनियाँ में..
खुश रहना.. मेरे यार (x2)
इस झूठ की नगरी से
तोड़ के नाता जा प्यारे..
अमर रहे तेरा प्यार..
खुश रहना मेरे यार..
जब जानवर कोई, इंसान को मारे
जब जानवर कोई, इंसान को मारे
कहते हैं दुनियाँ में, वहशी उसे सारे
एक जानवर की जान आज इंसानों ने ली है..
चुप क्यों है संसार..
खुश रहना मेरे यार..
बस आखिरी सुन ले, ये मेल है अपना
बस आखिरी सुन ले, ये मेल है अपना
बस ख़त्म ए साथी, ये खेल है अपना
अब याद में तेरी बीत जायेंगे रो-रो के..
जीवन के दिन चार..
नफरत की दुनियाँ को छोड़ के
प्यार की दुनियाँ में..
खुश रहना.. मेरे यार
खुश रहना.. मेरे यार
खुश रहना.. मेरे यार
खुश रहना.. मेरे यार
The Nafarat Ki Duniya Ko Chod Ke Pyar Ki Duniya Me song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1971. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Tanuja, Rajesh Khanna. The details of Nafarat Ki Duniya Ko Chod Ke Pyar Ki Duniya Me song lyrics are given below:
Movie: Haathi Mere Saathi
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Tanuja, Rajesh Khanna
Music On:
Year: 1971