">
Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya lyrics from Chor Machaye Shor (1974) movie is penned by Ravindra Jain, sung by Asha Bhosle, music composed by Ravindra Jain, starring Shashi Kapoor, Mumtaz.
Song Lyrics
aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi mela dekhan jaungi ai mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho kinare kinare bahta jamuna ji ka neer ho jamuna ji me naiya ho o jamuna ji me naiya ho aur tujh jaisa khebaiya ho manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi pathna ke pas jalebi baith sadak pe khungi mai dekhu mela, mai dekhu mela mai to dekhu mela ki duniya dekhe ghagara manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi mela dekhan jaungi mai to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi
The Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya song lyrics is written by Ravindra Jain in the year 1974. It was sung by Asha Bhosle, featuring Shashi Kapoor, Mumtaz. The details of Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya song lyrics are given below:
Movie: Chor Machaye Shor
Singer: Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Ravindra Jain
Music / Music Composer: Ravindra Jain
Artists / Stars: Shashi Kapoor, Mumtaz
Music On:
Year: 1974