">
Tere Liye Hum Hain Jiye lyrics from Veer Zaara (2004) movie is penned by Javed Akhtar, sung by Roop Kumar Rathod, Lata Mangeshkar, music composed by Madan Mohan, starring Shahrukh Khan, Preity Zinta.
Song Lyrics
tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab ghere hai ab hame, yaade behisab bin puchhe mile mujhe, kitne sare jawab chaha tha kya, paya hai kya, hamne dekhiye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair hukam tha, mai jiyu, lekin tere bager nadan hai wo, kehte hai jo, mere liye tum ho gair kitne sitam, ham pe sanam, logo ne kiye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye dil mai magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye, tere liye, tere liye tere liye, tere liye
The Tere Liye Hum Hain Jiye song lyrics is written by Javed Akhtar in the year 2004. It was sung by Roop Kumar Rathod, Lata Mangeshkar, featuring Shahrukh Khan, Preity Zinta. The details of Tere Liye Hum Hain Jiye song lyrics are given below:
Movie: Veer Zaara
Singer: Roop Kumar Rathod, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Javed Akhtar
Music / Music Composer: Madan Mohan
Artists / Stars: Shahrukh Khan, Preity Zinta
Music On:
Year: 2004