">
Jaane Kyun lyrics from Veer Zaara (2004) movie is penned by Javed Akhtar, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Madan Mohan, starring Shahrukh Khan, Preity Zinta.
Song Lyrics
jane kyu khawabo ka, mausam hai aur mai hu mausam hai, aur mai hu jane kyu yaado ki, sabnam hai aur mai hu sabnam hai, aur mai hu yaade layi, khushiya bhi aanshu bhi jane ek aisa sangam hai, aur mai hu sangam hai, aur mai hu barse jo rang itne sare, rangeen huye sab najare barse jo rang itne sare, rangeen huye sab najare lekin mera kahi bhi, lagata nahi bin tumhare tumko bas tumko dil dunde dil mange jane kyu har lamha, ye sitam hai aur mai hu ye sitam hai aur mai hu jane kyu khawabo ka, mausam hai aur mai hu mausam hai aur mai hu ye wadiya ab so gayi hai, kohre me hi kho gayi hai ye wadiya ab so gayi hai, kohre me hi kho gayi hai sari fija ab sanse roke, gumsum si ho gayi hai sari duniya me, ab koi nahi aise jane kyu mera humdam hai, aur mai hu humdam hai, aur mai hu jane kyu khawabo ka mausam hai, aur mai hu mausam hai, aur mai hu jane kyu yaado ki sabnam hai, aur mai hu sabnam hai, aur mai hu yaade layi, khushiya bhi aanshu bhi jane ek aisa sangam hai, aur mai hu sangam hai, aur mai hu
The Jaane Kyun song lyrics is written by Javed Akhtar in the year 2004. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Shahrukh Khan, Preity Zinta. The details of Jaane Kyun song lyrics are given below:
Movie: Veer Zaara
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Javed Akhtar
Music / Music Composer: Madan Mohan
Artists / Stars: Shahrukh Khan, Preity Zinta
Music On:
Year: 2004