">
Mohabbat Mein Aise Kadam lyrics from Anarkali (1953) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Pradeep Kumar, Beena Roy, Mubarak, Noor Jahan, Manmohan Krishan, Sulochana, S L Puri, Kuldip Kaur.
Song Lyrics
meri taqdir mujhe aaj kahan laayi hai shisha shisha jahan mera hi tamashai hai mujhe ilzaam naa dena meri behoshi ka aa mujhe ilzaam naa dena meri behoshi ka meri majbur mohabbat ki ye ruswai hai mohabbat me aise qadam dagmaga gaye zamana ye samjha ke ham peeke aaye peeke aaye mohabbat me aise qadam dagmagaye zamana ye samjhaa ke ham peeke aaye peeke aaye jise kam ho raat din aansuo se jise kam ho raat din aansuo se use huqm ye hai hase aur hasaye use huqm ye hai hase aur hasaye zamana ye samjha ke ham peeke aaye peeke aaye kisi ki mohabbat me majbur hokar kisi ki mohabbat me majbur hokar ham un tak to pahunche vo ham tak naa aaye ham un tak to pahunche vo ham tak naa aaye zamana ye samjha ke ham peeke aaye peeke aaye vo jinke liye zindagaani luta di vo jinke liye zindagaani luta di ye baithe hue hai mera dil churaye ye baithe hue hai mera dil churaye zamana ye samjha ke ham peeke aaye peeke aaye mohabbat me aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke ham peeke aaye peeke aaye chhupoge kahan tak nazar to milao nazar to milao nazar to milao chupoge kahan tak nazar to milao tumhari bala se meri jaan jaye tumhari bala se meri jaan jaye zamana ye samjhaa ke ham peeke aaye peeke aaye
The Mohabbat Mein Aise Kadam song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1953. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Pradeep Kumar, Beena Roy, Mubarak, Noor Jahan, Manmohan Krishan, Sulochana, S L Puri, Kuldip Kaur. The details of Mohabbat Mein Aise Kadam song lyrics are given below:
Movie: Anarkali
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan
Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra
Artists / Stars: Pradeep Kumar, Beena Roy, Mubarak, Noor Jahan, Manmohan Krishan, Sulochana, S L Puri, Kuldip Kaur
Music On:
Year: 1953