">
Ae Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se lyrics from Suhaag (1979) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Shailendra Singh, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor.
Song Lyrics
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai javab ik nahi hamara kahi badi khub jodi hamari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai kya dekhta hu mai kab dekhta hu kya dekhta hu mai kab dekhta hu teri nazar se mai sab dekhta hu teri qasam ye hath hai mere magar in hatho me taqat tumhari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai dil me lagayi hai tasvir teri dil me lagayi hai tasvir teri tera nasiba hai taqdir meri tum dono ne jo kuch kaha maine suna magar ab suno meri bari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai humse jo uljhe vo hoga divana humse jo uljhe vo hoga divana aavaz tu de mai bandhu nishana udte huye panchhi ke par hum kat le ki mai jaal hu tu shikari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai hum hai javani ke din-rat jaise hum hai javani ke din-rat jaise lagta hai bachpan se hai sath jaise dil yaar ka jaa yaar ki apna hai kya ye vardi bhi to sarkari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai javab ik nahi hamara kahi badi khub jodi hamari hai ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
The Ae Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1979. It was sung by Shailendra Singh, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, featuring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor. The details of Ae Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se song lyrics are given below:
Movie: Suhaag
Singer: Shailendra Singh, Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor
Music On:
Year: 1979