">
Teri Pyari Pyari Surat Ko lyrics from Sasural (1961) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan, starring Rajendra Kumar, B Saroja Devi.
Song Lyrics
Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage Chashme baddoor Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage Chashme baddoor Mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage Chashme baddoor Yoon na akele phira karo sabki nazar se dara karo Yoon na akele phira karo sabki nazar se dara karo Phool se zyaada nazuk ho tum chaal sambhalkar chala karo Zulfon ko gira lo gaalon par mausam ki nazar na lage Chashme baddoor Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage Chashme baddoor Ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai Ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai Dekh ke tera roop salona chand bhi sar ko jhukata hai Dekha na karo tum aaina kahin khud ki nazar na lage Chashme baddoor Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage Chashme baddoor Mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage Chashme baddoor
The Teri Pyari Pyari Surat Ko song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1961. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Rajendra Kumar, B Saroja Devi. The details of Teri Pyari Pyari Surat Ko song lyrics are given below:
Movie: Sasural
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Music On:
Year: 1961