">
Jahan Mein Aisa Koun Hai lyrics from Hum Dono (1961) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Asha Bhosle, music composed by Jaidev, starring Sadhana, Dev Anand.
Song Lyrics
dukh aur sukh ke raste bane hai sabke waaste jo gam se haar jaoge to kis tarah nibhaoge khushi mile hume ke gam, khushi mile hume ke gam jo hoga baat lenge hum, mujhe tum aajmaao to zara nazar milao to zara nazar milao to ye jism to simte magar, dilon mein faasla nahi jahaan mein aisa kaun hai ke jisko gam mila nahi jahaan mein aisa kaun hai ke jisko gam mila nahi tumhare pyar ki kasam tumhara gam hai mera gam naa yun bujhe bujhe raho jo dil ki baat hai kaho jo mujhse bhi chupaaoge to phir kise bataoge main koi gair to nahi, dilaao kis tarah yakin dilaao kis tarah yakin ke tum se main judaa nahi, mujhse tum judaa nahi tum se main judaa nahi, mujhse tum judaa nahi tum se main judaa nahi, mujhse tum judaa nahi tum se main judaa nahi, mujhse tum judaa nahi
The Jahan Mein Aisa Koun Hai song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1961. It was sung by Asha Bhosle, featuring Sadhana, Dev Anand. The details of Jahan Mein Aisa Koun Hai song lyrics are given below:
Movie: Hum Dono
Singer: Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Jaidev
Artists / Stars: Sadhana, Dev Anand
Music On:
Year: 1961