">
Ye Umar Hai Kya Rangili lyrics from Professor (1962) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Shammi Kapoor, Kalpana.
Song Lyrics
ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain hamara hi jamana hai haye ham par thi jawani, aur duniya thi diwani kisi ke hum bhi the dildar, koi karta tha hamse pyar hamara bhi jamana tha, haye ham par thi jwani ye matwali chanchal ankhe, dekhe sapne pagal aanhke gujrta bachpna chhayi bhare gujrta bachpna chhayi bhare, chal hai mastani ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain hamara hi jamana hai, ye umar hai kya rangili hum hai jab tak jiwan apna, jan hai jab tak sab kuch apna dil ki bate sun lo ab to dil ki bate sun lo ab to, aankho ki jubani haye ham par thi jawani, aur duniya thi diwani kisi ke hum bhi the dildar, koi karta tha hamse pyar hamara bhi jamana tha, haye ham par thi jwani jiwan kya hai haste rahna, man maujo me bahte rahna chupke baitho mane na hum chupke baitho mane na hum, bate wo purani ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha
The Ye Umar Hai Kya Rangili song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1962. It was sung by Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar, featuring Shammi Kapoor, Kalpana. The details of Ye Umar Hai Kya Rangili song lyrics are given below:
Movie: Professor
Singer: Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Shammi Kapoor, Kalpana
Music On:
Year: 1962