">
Nagari Nagari lyrics from Mother India (1957) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad Ali, starring Sunil Dutt, Nargis Dutt, Raaj Kumar, Rajendra Kumar, Kumkum, Mukri, Azra, Fakir Mohd, Sitara Devi, Sajid Khan, Kanhaiya Lal, Jillo, Chanchal, Geeta.
Song Lyrics
Nagari nagari dwaare dwaare Dhundhun re sawariya Piya piya rat-te rat-te Ho gayi re bawariya Nagari Nagari Baalam bedardi ne mohe Phoonka gam ki aag mein Biraha ki chingaari bhar do Dukhiya ke suhaag mein Pal pal manwa roye Chhalke naino ki gagariya Nagari nagari Aayi thi ankhiyon me lekar sapne Kya kya pyaar ke Jaati hun do aansu lekar Aashaayein sab haar ke Duniya ke mele mein Lut gayi jeewan ki gathariya Nagari nagari Darshan ke do pyaase nainaa Jeewan bhar naa soyenge Bichhde saajan tumhre karan Raaton ko hum royenge Ab naa jaane rama kaise Beetegi umariya Nagari nagari
The Nagari Nagari song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1957. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Sunil Dutt, Nargis Dutt, Raaj Kumar, Rajendra Kumar, Kumkum, Mukri, Azra, Fakir Mohd, Sitara Devi, Sajid Khan, Kanhaiya Lal, Jillo, Chanchal, Geeta. The details of Nagari Nagari song lyrics are given below:
Movie: Mother India
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad Ali
Artists / Stars: Sunil Dutt, Nargis Dutt, Raaj Kumar, Rajendra Kumar, Kumkum, Mukri, Azra, Fakir Mohd, Sitara Devi, Sajid Khan, Kanhaiya Lal, Jillo, Chanchal, Geeta
Music On:
Year: 1957