">
Sun Le Tu Dil Ke Sada lyrics from Tere Ghar Ke Samne (1963) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Sachin Dev Burman, starring Om Prakash, Nutan, Dev Anand.
Song Lyrics
sun le tu dil ki sada sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada haye gusse ki jhalak lute sukh chain talak haye gusse ki jhalak lute sukh chain talak sabse hil-mil ai mere dil aisi mehfil fir kaha sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada meri aawaaj ka tir jaayega dil ko bhi chir meri aawaaj ka tir jaayega dil ko bhi chir khoye nafrat laaye ulfat, yeh asar hai meharbaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada pyaar rasta hai mera, aisa raahi hu tera pyaar rasta hai mera, aisa raahi hu tera na rahu mai na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada do dilo ki yeh lagan jaane dharti aur gagan do dilo ki yeh lagan jaane dharti aur gagan tu jaha hai mai vaha hu, jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada
The Sun Le Tu Dil Ke Sada song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1963. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Om Prakash, Nutan, Dev Anand. The details of Sun Le Tu Dil Ke Sada song lyrics are given below:
Movie: Tere Ghar Ke Samne
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri
Music / Music Composer: Sachin Dev Burman
Artists / Stars: Om Prakash, Nutan, Dev Anand
Music On:
Year: 1963