">
Meri Maa lyrics from Taare Zameen Par (2007) movie is penned by Prasoon Joshi, sung by Shankar Mahadevan, music composed by Shankar, Ehsaan, Loy, Shailendra Barve, starring Aamir Khan.
Song Lyrics
main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa yun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa tujhe sab hai pata, hai na maa tujhe sab hai pata meri maa bheed mein yun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau maa bhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau maa kya itna bura hoon main maa kya itna bura meri maa jab bhi kabhi papa mujhe, zor zor jhula jhulate hai maa meri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi maa unase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main maa chehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon main tujhe sab hai pata hai na maa tujhe sab hai pata meri maa o main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa yun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa tujhe sab hai pata, hai na maa tujhe sab hai pata meri maa
The Meri Maa song lyrics is written by Prasoon Joshi in the year 2007. It was sung by Shankar Mahadevan, featuring Aamir Khan. The details of Meri Maa song lyrics are given below:
Movie: Taare Zameen Par
Singer: Shankar Mahadevan
Lyricist / Lyrics Writer: Prasoon Joshi
Music / Music Composer: Shankar, Ehsaan, Loy, Shailendra Barve
Artists / Stars: Aamir Khan
Music On:
Year: 2007