">
Bedardi Balma Tujhko lyrics from Arzoo (1965) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Sadhana, Rajendra Kumar.
Song Lyrics
bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai kabhi ham sath gujare jin sajili reh gujaro se fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai kabhi chuma tha jo tune wo daaman yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai wo hi hain jhil ke mandar wo hi kirno ki barsaate jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai
The Bedardi Balma Tujhko song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1965. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Sadhana, Rajendra Kumar. The details of Bedardi Balma Tujhko song lyrics are given below:
Movie: Arzoo
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Sadhana, Rajendra Kumar
Music On:
Year: 1965