">
Ae Nargise Mastana lyrics from Arzoo (1965) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan, starring Sadhana, Rajendra Kumar.
Song Lyrics
Ai nargise mastana bas Itani shikayat hai Bas itani shikayat hai Samjha hamen begana Bas itni shikayat hai Bas itni shikayat hai Ai nargise mastana Har rahpar kataraye har Mod par ghabaraye Muh pher liya hai tumne Ham jab bhi najar aaye Muh pher liya hai tumne Ham jab bhi najar aaye O hamko nahi pehchana Bas itani shikayat hai Bas itani shikayat hai Ai nargise mastana Ho jathe ho par ham bhi Ban jathe ho ham dam bhi Ai sakh ay mehkhana Shola bhi ho shabnam bhi Ai sakh ay mehkhana Shola bhi ho shabnam bhi O khali mera paimana Bas itani shikayat hai Bas itani shikayat hai Ai nargise mastana Har rang kayamat hai Har dhang shararat hai Dil todke chal dena Yeh husn ki aadat hai Dil todke chal dena Yeh husn ki aadat hai O aata nahi behelaana Bas itani shikayat hai Bas itani shikayat hai Ai nargise mastana Bas itani shikayat hai Bas itani shikayat hai Samjha hamen begana Bas itni shikayat hai Bas itni shikayat hai Ai nargise mastana
The Ae Nargise Mastana song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1965. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Sadhana, Rajendra Kumar. The details of Ae Nargise Mastana song lyrics are given below:
Movie: Arzoo
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Sadhana, Rajendra Kumar
Music On:
Year: 1965