Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai Lyrics

Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai lyrics from Arzoo (1965) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mubarak Begum, Asha Bhosle, music composed by Shankar Jaikishan, starring Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan, Mehmood, Dhumal, Malika, Nasir Husain.




6 4

Song Lyrics

aadab arz hai taslim aadab arz hai taslim
jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai

ye ishk chupaye chup na saka ye ishk wo chalta jadu hai
haye kuch hosh nahi rahte kayam is ishk pe kiska kabu hai
hai ishk me jokhim itne khoya mahbub ka gesu hai
har janib failti jati hai is ishk ki aisi khusbu hai
chehre se haya ho jati hai kya chiz mohabbat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai

awwal to kabhi neend aati nahi aati hai to khwab sataate hai 
dasti hai judaai ki ghadiya tanhaayi ke din tadpaate hai 
ghutta hai gala rukta hai dam aansu ke diye kharraate hai 
sapno me wo milne aate hai gam deke chale bhi jaate hai 
har roz ye mele hote hai har roz kayaamat hoti hai 
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai

aankho me hai lakho afsane khamosh hai lab wo manjil hai
har sans me lakho tufan hai tufan me dil ka sahil hai
arman machalte rahte hai ye dard bada hi katil hai
roke se kayamat ruk jaye par rokna bhi kam muskil hai
dildar ki payasi aanhko ko didar ki hasrat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai
mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai
jab ishk kahi ho jata hai


Official Video Song



Song Details

The Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1965. It was sung by Mubarak Begum, Asha Bhosle, featuring Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan, Mehmood, Dhumal, Malika, Nasir Husain. The details of Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai song lyrics are given below:

movie Movie: Arzoo

singer Singer: Mubarak Begum, Asha Bhosle

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan, Mehmood, Dhumal, Malika, Nasir Husain

music on Music On:

year Year: 1965


Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai lyrics from Arzoo

Arzoo Songs List

21
10
15
6
11
4
10
4
9
3
6
4