Naa Socha Tha Yeh Lyrics

Naa Socha Tha Yeh lyrics from Babul (1950) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Shamshad Begum, music composed by Naushad Ali, starring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail.




2 2

Song Lyrics

naa socha tha yeh, naa socha tha yeh 
dil lagaane se pehle, dil lagaane se pehle
ke tutega dil, ke tutega dil
muskuraane se pehle, muskuraane se pehle  

ummidon kaa suraj, ummidon kaa suraj 
naa chamka naa duba, naa chamka naa duba
gahan pad gaya, gahan pad gaya
jagmagaane se pehle, jagmagaane se pehle 
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh 
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle

agar gam uthana, agar gam uthana 
tha kismat me apni, tha kismat me apni
khushi kyon mili, khushi kyon mili
gam uthane se pehle, gam uthane se pehle
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh 
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle

kaho bijliyo se, kaho bijliyo se
naa dil ko jalaye, naa dil ko jalaye
mujhe phoonk de, mujhe phoonk de
ghar jalane se pehle, ghar jalane se pehle  
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh 
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle


Official Video Song



Song Details

The Naa Socha Tha Yeh song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1950. It was sung by Shamshad Begum, featuring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail. The details of Naa Socha Tha Yeh song lyrics are given below:

movie Movie: Babul

singer Singer: Shamshad Begum

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Naushad Ali

artist Artists / Stars: Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail

music on Music On:

year Year: 1950


Naa Socha Tha Yeh lyrics from Babul

Babul Songs List