">
Chhod Babul Ka Ghar lyrics from Babul (1950) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Shamshad Begum, Talat Mahmood, Mohammad Rafi, music composed by Naushad Ali, starring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail.
Song Lyrics
[chhod babul ka ghar, mohe pi ke nagar aaj jaana pada, o aaj jaana pada] (x2) sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main haa bitati thi main byaah gudiyon kaa hans hans rachati thi main haa rachati thi main sab se muh mod kar, kya batau kidhar dil lagana pada o aaj jana pada chhod babul ka ghar, mohe pi ke nagar aaj jaana pada yaad maike ki tan se bhulaye chali haa bhulaye chali preet sajan ki man me basaye chali haa basaye chali yaad kar ke yeh ghar, royi aankhe magar muskurana pada o aaj jana pada chhod babul ka ghar, mohe pi ke nagar aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani haa dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali haa sakhi main chali ye tha jhutha nagar, isliye chhod kar mohe jana pada o aaj jana pada [chhod babul kaa ghar, mohe pi ke nagar aaj jaana pada] (x2)
The Chhod Babul Ka Ghar song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1950. It was sung by Shamshad Begum, Talat Mahmood, Mohammad Rafi, featuring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail. The details of Chhod Babul Ka Ghar song lyrics are given below:
Movie: Babul
Singer: Shamshad Begum, Talat Mahmood, Mohammad Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad Ali
Artists / Stars: Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail
Music On:
Year: 1950