">
Jane Chaman Shola Badan lyrics from Gumnaam (1965) movie is penned by Shailendra, sung by Mohammed Rafi, Sharda, music composed by Shankar Jaikishan, starring Manoj Kumar, Nanda, Pran, Dhumal, Mehmood, Helen, Madan Puri.
Song Lyrics
jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao o mere dil mere hamdam baho me aa jao hay jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi thamo mujhe mai gira thamo mujhe mai gira, laheraye dil ki lagi jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao o mere dil mere hamdam baho me aa jao pani jo ham par gire, ek aag tan me lage pani jo ham par gire, ek aag tan me lage tumko khabar kya sanam tumko khabar kya sanam, kehte hai ulfat ise o mere dil mere hamdam baho me aa jao hoy-hoy jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija thandi hawa jab chale thandi hawa jab chale, kanpe hai dil ka diya o mere dil mere hamdam baho me aa jao hay jan-e-chaman shola-badan, pehlu me aa jao hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
The Jane Chaman Shola Badan song lyrics is written by Shailendra in the year 1965. It was sung by Mohammed Rafi, Sharda, featuring Manoj Kumar, Nanda, Pran, Dhumal, Mehmood, Helen, Madan Puri. The details of Jane Chaman Shola Badan song lyrics are given below:
Movie: Gumnaam
Singer: Mohammed Rafi, Sharda
Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Manoj Kumar, Nanda, Pran, Dhumal, Mehmood, Helen, Madan Puri
Music On:
Year: 1965