">
Humdum Mere Maan Bhi Jao lyrics from Mere Sanam (1965) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by O P Nayyar, starring Mumtaz, Biswajeet, Asha Parekh.
Song Lyrics
hamdam mere maan bhi jaao, kahna mere pyar ka are halka-halka surkh labo pe, rang to hai iqrar ka are hamdam mere maan bhi jaao, kahna mere pyar ka are halka-halka surkh labo pe, rang to hai iqrar ka are hamdam mere pyar muhobbat ki hawa, pahle chalti hai phir ik lat inkaar ki, rukh pe dhalti hai pyar muhobbat ki hawa, pahle chalti hai phir ik lat inkaar ki, rukh pe dhalti hai ye sach hai kam se kam, tu ai mere sanam late chehre se sarkaao, tamanna aankhe malti hai hay, hamdam mere maan bhi jaao, kahna mere pyar ka are halka-halka surkh labo pe, rang to hai iqrar ka are hamdam mere tumse mil-mil ke saba, duniya mahakaaye badal ne chori kiye, aanchal ke saaye tumse mil-mil ke saba, duniya mahakaaye badal ne chori kiye, aanchal ke saaye ye sach hai kam se kam, tu ai mere sanam chura lu mai bhi do jalwe, mera arman bhi rah jaaye hay, hamdam mere maan bhi jaao, kahna mere pyar ka are halka-halka surkh labo pe, rang to hai iqrar ka are hamdam mere
The Humdum Mere Maan Bhi Jao song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1965. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Mumtaz, Biswajeet, Asha Parekh. The details of Humdum Mere Maan Bhi Jao song lyrics are given below:
Movie: Mere Sanam
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri
Music / Music Composer: O P Nayyar
Artists / Stars: Mumtaz, Biswajeet, Asha Parekh
Music On:
Year: 1965