">
Ae Ishq Yeh Sab Duniyawale lyrics from Mughal e Azam (1960) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad Ali, starring Dilip Kumar, Madhubala, Murad, Nigar Sultana, Ajit, Durga Khote, Prithviraj Kapoor, Kumar, Jillo, Vijayalaxmi.
Song Lyrics
ae ishq ye sab duniya wale ae ishk ye sab duniya wale bekaar ki bate karte hai bekaar ki bate karte hai payal ke gamo ka ilam nahi payal ke gamo ka ilam nahi jhankar ki bate karte hai jhankar ki bate karte hai ae ishq ye sab duniya wale har dil me chupa hai teer koi har paon me hai zanjeer koi puche koi unse gum ke maje puche koi unse gum ke maje jo pyar ki bate karte hai jo pyar ki bate karte hai ae ishq ye sab duniya wale ulfat ke naye deewano ko kis tarah se koi samjhaye kis tarah se koi samjhaye najro pe lagi hai pabandi najro pe lagi hai pabandi didaar ki bate karte hai didaar ki bate karte hai ae ishq ye sab duniya wale bhawre hai agar madhosh to kya parwane bhi hai khamosh to kya sab pyar ke nagme gate hai sab pyar ke nagme gate hai sab yar ki bate karte hai sab yar ki bate karte hai ae ishq ye sab duniya wale bekar ki bate karte hai ae ishq ye sab duniya wale
The Ae Ishq Yeh Sab Duniyawale song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1960. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Dilip Kumar, Madhubala, Murad, Nigar Sultana, Ajit, Durga Khote, Prithviraj Kapoor, Kumar, Jillo, Vijayalaxmi. The details of Ae Ishq Yeh Sab Duniyawale song lyrics are given below:
Movie: Mughal e Azam
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad Ali
Artists / Stars: Dilip Kumar, Madhubala, Murad, Nigar Sultana, Ajit, Durga Khote, Prithviraj Kapoor, Kumar, Jillo, Vijayalaxmi
Music On: T-Series
Year: 1960