">
Insaaf Ki Dagar Pe lyrics from Gunga Jumna (1961) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Hemant Kumar, music composed by Naushad Ali, starring Dilip Kumar, Vyjayantimala, Azra, Anwar Hussan, Nasir Khan, Kanhaiya Lal, Leela Chitnis.
Song Lyrics
[insaaf ki dagar pe, bachho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke] (x2) duniya ke rang sehna aur kuch na muh se kahna duniya ke rang sehna aur kuch na muh se kahna sachhaiyo ke bal pe aage ko badhate rehna sachhaiyo ke bal pe aage ko badhate rehna rakh doge ek din tum sansar ko badal ke rakh doge ek din tum sansar ko badal ke insaf ki dagar pe, bachho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke apne ho ya paraye sabke liye ho nyay apne ho ya paraye sabke liye ho nyay dekho kadam tumhara hargiz na dagmagaye dekho kadam tumhara hargiz na dagmagaye raste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal ke raste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal ke insaf ki dagar pe, bachho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna tan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhna tan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhna jeewan naya milega antim chita me jal ke jeewan naya milega antim chita me jal ke [insaaf ki dagar pe, bachho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke] (x2)
The Insaaf Ki Dagar Pe song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1961. It was sung by Hemant Kumar, featuring Dilip Kumar, Vyjayantimala, Azra, Anwar Hussan, Nasir Khan, Kanhaiya Lal, Leela Chitnis. The details of Insaaf Ki Dagar Pe song lyrics are given below:
Movie: Gunga Jumna
Singer: Hemant Kumar
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad Ali
Artists / Stars: Dilip Kumar, Vyjayantimala, Azra, Anwar Hussan, Nasir Khan, Kanhaiya Lal, Leela Chitnis
Music On: T-Series
Year: 1961