Ye Kali Jab Talak Lyrics

Ye Kali Jab Talak lyrics from Aaye Din Bahaar Ke (1966) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Dharmendra, Asha Parekh.




8 5

Song Lyrics

ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise 
beqaraar beqaraar beqaraar karo intazaar karo  
      
pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin 
pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin
berukhi hai aji ye mohabbat nahin  
aa raha hai maza tum shikaayat yahi 
baar baar baar baar baar baar karo intazaar karo 
intazaar woh bhala kya kare tum jise 
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo 
      
husn pe to asar hone waala nahin 
husn pe to asar hone waala nahin
ishq tum ko na kar de diwaana kahin  
hai ye diwaangi bhi qubool tum agar 
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo  
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo 
    
roz hamne baiyaan ye fasaana kiya 
roz hamne baiyaan ye fasaana kiya
roz tumne naya ek bahaana kiya  
ye bahaana magar aakhri hai sanam 
aitbaar aitbaar aitbaar karo intazaar karo  
intazaar woh bhala kya kare tum jise 
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo 
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo 
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo intazaar karo


Official Video Song



Song Details

The Ye Kali Jab Talak song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1966. It was sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, featuring Dharmendra, Asha Parekh. The details of Ye Kali Jab Talak song lyrics are given below:

movie Movie: Aaye Din Bahaar Ke

singer Singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Dharmendra, Asha Parekh

music on Music On:

year Year: 1966


Ye Kali Jab Talak lyrics from Aaye Din Bahaar Ke

Aaye Din Bahaar Ke Songs List

10
6
8
5
8
2
2
0
2
0
2
1