">
Suno Sajna Papihe Ne lyrics from Aaye Din Bahaar Ke (1966) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Dharmendra, Asha Parekh.
Song Lyrics
suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sabse pukaarke sambhal jaao chaman waalo sambhal jaao chaman waalo ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolo ki daaliya bhi yehi geet gaa rahi hai ghadiya piya milan ki nazdeek aa rahi hai nazdeek aa rahi hai hawaao ne jo chhede hain hawaao ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalo ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhaari bechain kar na dena tumko kasam hamaari tumko kasam hamaari hami dushman na ban jaaye hami dushman na ban jaaye kahi apni qaraar ke sambhal jaao chaman waalo ke aaye din bahaar k suno sajna suno sajna baago main pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke ji chaaha yahi rakh de ke ji chaaha yahi rakh de umar saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalo ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna
The Suno Sajna Papihe Ne song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1966. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Dharmendra, Asha Parekh. The details of Suno Sajna Papihe Ne song lyrics are given below:
Movie: Aaye Din Bahaar Ke
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Dharmendra, Asha Parekh
Music On:
Year: 1966