Aayi Hai Bahare Mite Zulmo Sitam Lyrics

Aayi Hai Bahare Mite Zulmo Sitam lyrics from Ram Aur Shyam (1967) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, music composed by Naushad, starring Mukri, Nirupa Roy, Kanhaiya Lal, Dilip Kumar, Baby Farida.




9 2

Song Lyrics

 aayi hain bahaaren mite zulm-o-sitam
pyar ka zamana aaya dur huye gham
raam ki lila rang laayi ahaha
shyam ne bansi bajayi ahahaha
aayi hain baharen mite zulm-o-sitam
pyar ka zamana aaya dur huye gham
raam ki lila rang laayi ahaha
shyam ne bansi bajayi ahahaha

chamka hai insaf ka suraj phaila hain ujala ujala
chamka hain insaf ka suraj phaila hain ujala
nayi umangen sang laayega har din aanewala aanewala
nayi umange sang laayega har din aanewala 
ho ho ho munna git sunaayega tunna dhol bajayega
munna git sunayega tunna dhol bajayega
sang sang meri chhoti munni naachegi chham chham
ho aayi hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya dur huye gham
raam ki lila rang laayi ahahaha
shyaam ne bansi bajayi ahahaha

ab na honge majburi ke is ghar mein afsaane
ab na honge majburi ke is ghar mein afsaane
pyar ke rang mein rang jayenge sab apne begane
pyar ke rang mein rang jayenge sab apne begane
hohoho sab ke din phir jayenge aaaaa
manzil apni paayenge sab ke din phir jayenge
manzil apni paayenge jiwan ke taraane mil ke
gaayenge hardam ho
ayi hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya dur huye gham
raam ki lila rang laayi ahahaha
shyaam ne bansi bajayi ahahaha

aaaa aaaa aaaa ab na koi dhukha hoga aur na koi pyasa
hohoho ab na koi dhukha hoga aur na koi pyasa
ab na koi naukar hoga aur na koi aaka
hu uuo ab na koi naukar hoga aur na koi aaka
huuo apne ghar ke raaja tum aa chhedo man ka baaja tum 
apne ghar ke raaja tum chhedo man ka baaja tum
aa jaayegi sur mein dekho jiwan ki sargam
ho u uuuo aayi hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya dur huye gham
raam ki lila rang laayi ahahaha
shyaam ne bansi bajayi aaa aaa


Official Video Song



Song Details

The Aayi Hai Bahare Mite Zulmo Sitam song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1967. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Mukri, Nirupa Roy, Kanhaiya Lal, Dilip Kumar, Baby Farida. The details of Aayi Hai Bahare Mite Zulmo Sitam song lyrics are given below:

movie Movie: Ram Aur Shyam

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Naushad

artist Artists / Stars: Mukri, Nirupa Roy, Kanhaiya Lal, Dilip Kumar, Baby Farida

music on Music On:

year Year: 1967


Aayi Hai Bahare Mite Zulmo Sitam lyrics from Ram Aur Shyam

Ram Aur Shyam Songs List

8
4
7
2
6
3
2
1
1
0