">
Yeh Mera Prem Patra Padhkar Ke Tum Naraz lyrics from Sangam (1964) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan , starring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar.
Song Lyrics
meharbaan likhu, haseena likhu ya dilruba likhu hairaan hu ki aapko is khat me kya likhu [ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho] (x2) tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe suraj mai kahta tha magar usme bhi aag hai tujhe itna hi kahta hu ki mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai, tumse pyaar hai ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tu dil ke paas hai itni tujhe apna mai samjhunga agar mara jaau ruh bhatkegi tere intzar me intzar me, intzar me ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho
The Yeh Mera Prem Patra Padhkar Ke Tum Naraz song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1964. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar. The details of Yeh Mera Prem Patra Padhkar Ke Tum Naraz song lyrics are given below:
Movie: Sangam
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar
Music On: T-Series
Year: 1964