">
O Mere Sanam lyrics from Sangam (1964) movie is penned by Shailendra, sung by Mukesh, Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan , starring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar.
Song Lyrics
[o mere sanam o mere sanam do jism magar ek jaan hai ham ek dil ke do armaan hai ham] (x2) tan saup diya, man saup diya kuch aur to mere paas nahi jo tum se hai mere hamdam bhagwan se bhi vo aas nahi bhagwan se bhi vo aas nahi jis din se hue ek duje ke is duniya se anjaan hai ham ek dil ke do armaan hai ham o mere sanam o mere sanam sunte hai pyar ki duniya me do dil mushkil se samate hai kya gair waha apno tak ke saye bhi na aane paate hai saye bhi na aane paate hai hamne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyo hairaan hai ham ek dil ke do armaan hai ham o mere sanam o mere sanam mere apne, apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna ka jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ek sapna tha jo beet gaya ek sapna tha ye dharti hai insano ki kuch aur nahi insaan hai ham ek dil ke do armaan hai ham o mere sanam o mere sanam do jism magar ek jaan hai ham ek dil ke do armaan hai ham o mere sanam o mere sanam
The O Mere Sanam song lyrics is written by Shailendra in the year 1964. It was sung by Mukesh, Lata Mangeshkar, featuring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar. The details of O Mere Sanam song lyrics are given below:
Movie: Sangam
Singer: Mukesh, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar
Music On: T-Series
Year: 1964