">
Kabhi Raat Din lyrics from Aamne Saamne (1967) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music composed by Kalyanji Anandji, starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Prem Chopra, Madan Puri.
Song Lyrics
kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai kabhi raat-din hum dur the teri aankh me hai khumaar sa, meri chaal me hai surur sa teri aankh me hai khumaar sa, meri chaal me hai surur sa yeh bahaar kuchh hai piye huye, yeh sama nashe me hai chur sa yeh sama nashe me hai chur sa kabhi in fijaao me pyaas thi, abb mausam-e-barsaat hai woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai kabhi raat-din hum dur the mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hu main is baat par mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hu main is baat par mera dil dhadakta hai aajkal, teri shaukh najaro se puchhkar teri shaukh najaro se puchhkar meri jaan kabhi mere bas me thi, abb jindagi tere haath me hai woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai kabhi raat-din hum dur the yu hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hame kya mila yu hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hame kya mila kabhi tum khafa, kabhi hum khafa, kabhi yeh gila, kabhi woh gila kabhi yeh gila, kabhi woh gila kitne bure the woh din sanam, kitni hasin yeh raat hai woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai kabhi raat-din hum dur the
The Kabhi Raat Din song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1967. It was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, featuring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Prem Chopra, Madan Puri. The details of Kabhi Raat Din song lyrics are given below:
Movie: Aamne Saamne
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Kalyanji Anandji
Artists / Stars: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Prem Chopra, Madan Puri
Music On: HMV
Year: 1967