">
Kaisi Haseen Aaj lyrics from Aadmi (1968) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, music composed by Naushad, starring Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar, Simi Garewal.
Song Lyrics
kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koyi kamee na kee abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn-o-ishq pe ek rang-e-bekhudi chhaaya hai husn-o-ishq pe ek rang-e-bekhudi aate hai jindagi mein yeh aalam kabhi kabhi har ghum ko bhul jaao, khushi ki baaraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai woh bahaar ke nagame ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoo nikal pade honto pe hai duwaaye, magar dil pe haath hai abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan me aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan me aa gayi meri khushi bhi aapke daaman me aa gayi bhavra kali se dur nahi saath saath hai abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai
The Kaisi Haseen Aaj song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1968. It was sung by Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, featuring Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar, Simi Garewal. The details of Kaisi Haseen Aaj song lyrics are given below:
Movie: Aadmi
Singer: Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar, Simi Garewal
Music On:
Year: 1968