">
Kaun Hai Jo Sapno Men Aaya lyrics from Jhuk Gaya Aasman (1968) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan, starring Saira Banu, Rajendra Kumar.
Song Lyrics
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu bekhudi ka ye alam na puchho manzilo se badha ja raha hu manzilo se badha ja raha hu kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe husn jabse mera ho gaya hai, mujhpe padti hai sabki nigahe mujhpe padti hai sabki nigahe kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai ishq roshan hai roshan rahega, roshani iski jaati nahi hai roshani iski jaati nahi hai kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya, o priya
The Kaun Hai Jo Sapno Men Aaya song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1968. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Saira Banu, Rajendra Kumar. The details of Kaun Hai Jo Sapno Men Aaya song lyrics are given below:
Movie: Jhuk Gaya Aasman
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Saira Banu, Rajendra Kumar
Music On: HMV
Year: 1968