">
Us Mulk Ki Sarhad Ko lyrics from Ankhen (1968) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Mohammed Rafi, music composed by Ravi, starring Dharmendra, Mala Sinha, Jeevan, Kum Kum, Mehmood, Dhoomal, Sujit Kumar, Nasir Husain.
Song Lyrics
us mulk ki sarhad ko koi chu nahi sakta jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhen har tarah ke jazbaat ka elan hai ankhen har tarah ke jazbaat ka elan hai ankhen sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhen sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhen ankho se badi koi tarazu nahi hoti ankho se badi koi tarazu nahi hoti ghulta hai basar jisme wo mijan hai ankhe ghulta hai basar jisme wo mijan hai ankhe ankhen hi milti hai jamane me dilo ko ankhen hi milati hai zamane me dilo ko anjaan hai ham tum, agar anjaan hai ankhen anjan hai ham tum, agar anjaan hai ankhen lab kuch bhi kahe usse hakikat nahi khulti lab kuch bhi kahe usse hakikat nahi khulti insan ke sach jhuth ki pehchan hai ankhen insan ke sach jhuth ki pehchan hai ankhen ankhen na jhuke teri kisi gair ke age ankhen na jhuke teri kisi gair ke age duniya me badi cheez meri jaan hai ankhe duniya me badi cheez meri jaan hai ankhe us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhen jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhen
The Us Mulk Ki Sarhad Ko song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1968. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Dharmendra, Mala Sinha, Jeevan, Kum Kum, Mehmood, Dhoomal, Sujit Kumar, Nasir Husain. The details of Us Mulk Ki Sarhad Ko song lyrics are given below:
Movie: Ankhen
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Ravi
Artists / Stars: Dharmendra, Mala Sinha, Jeevan, Kum Kum, Mehmood, Dhoomal, Sujit Kumar, Nasir Husain
Music On: T-Series
Year: 1968