">
Ye Kaun Aayaa lyrics from Saathi (1968) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad, starring Rajendra Kumar, Simi Garewal.
Song Lyrics
ye kaun aaya, roshan ho gai mahfil kiske naam se ye kaun aaya ye kaun aaya, roshan ho gai mahfil kiske naam se mere ghar me jaise suraj nikla hai shaam se ye kaun aaya yaade hai kuchh aai si, yaa kirane laharaai si yaa kirane laharaai si dil me soye gito ne li hai phir agadaai si armaano ki madiraa chhalke ankhiyo ke jaam se ye kaun aaya, roshan ho gai mahfil kiske naam se mere ghar me jaise suraj nikla hai shaam se ye kaun aaya aahat pe halki halki, chhati dhadke payal ki aahat pe halki halki, chhati dhadke payal ki har gori se naam uska, lahre puchhe aanchal ki chhupke chhupke radha koi puchhe apne shyam se ye kaun aaya kyaa kahiye is aane ko, aaya hai tarsane ko aaya hai tarsane ko dekha usne hans hans ke, har apne begane ko lekin kitna beparvah hai, mere hi salaam se ye kaun aaya, roshan ho gai mahfil kiske naam se mere ghar me jaise suraj nikla hai shaam se ye kaun aaya
The Ye Kaun Aayaa song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1968. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Rajendra Kumar, Simi Garewal. The details of Ye Kaun Aayaa song lyrics are given below:
Movie: Saathi
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Rajendra Kumar, Simi Garewal
Music On:
Year: 1968