Zindagi Ittefaq Hai Lyrics

Zindagi Ittefaq Hai lyrics from Aadmi Aur Insaan (1969) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Asha Bhosle, music composed by Ravi, starring Mumtaz, Feroz Khan, Dharmendra.




18 6

Song Lyrics

zindagi ittafaaq hai, zindagi ittafaaq hai
kal bhi ittafaaq thi, aaj bhi ittafaaq hai
zindagi ittafaaq hai 

jaam pakad badha ke haath maang dua ghate na raat
jaan-e-vafa teri qasam kahte hai dil ki baat ham
gar koyi mel ho sake aankho ka khel ho sake
apne ko khush nasib jaan vaqt ko meharabaan maan
milte hai dil kabhi-kabhi varna hai ajnabi sabhi
mere hamdam mere meharabaan
har khushi ittafaaq hai, har khushi ittafaaq hai
kal bhi ittafaaq thi, aaj bhi ittafaaq hai
zindagi ittafaaq hai 

husn hai aur shabaab hai zindagi qaamayaab hai
bazm yun hi khili rahe apani nazar mili rahe
rang yun hi jamaa rahe vaqt yu hi thama rahe
saaz ki lay pe jhum le zulf ke kham ko chum le
mere kiye se kuchh nahi tere kiye se kuchh nahi
mere hamdam mere meharabaan
ye sabhi ittafaaq hai, ye sabhi ittafaaq hai
kal bhi ittafaaq thi, aaj bhi ittafaaq hai
zindagi ittafaaq hai, zindagi ittafaaq hai


Official Video Song



Song Details

The Zindagi Ittefaq Hai song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1969. It was sung by Asha Bhosle, featuring Mumtaz, Feroz Khan, Dharmendra. The details of Zindagi Ittefaq Hai song lyrics are given below:

movie Movie: Aadmi Aur Insaan

singer Singer: Asha Bhosle

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi

music Music / Music Composer: Ravi

artist Artists / Stars: Mumtaz, Feroz Khan, Dharmendra

music on Music On:

year Year: 1969


Zindagi Ittefaq Hai lyrics from Aadmi Aur Insaan

Aadmi Aur Insaan Songs List

18
6
12
6
9
3
6
3
6
3
4
2
4
2
2
4