">
Hum Tumhare Liye lyrics from Intaqam (1969) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Sanjay Khan, Sadhana.
Song Lyrics
ham tumhare liye, tum hamare liye ham tumhare liye, tum hamare liye phir jamane ka kya hai, hamara na ho aap ke pyar ka jo mile asara aap ke pyar ka jo mile asara phir khuda ka bhi beshak sahara na ho ham tumhare liye, tum hamare liye tum hi ho dil me, tum hi ho mere nigaho me na aur aayega ab koye mere raho me karu na araju karu na araju, marne ke bad jannat ke agar yeh jindagi gujare tumhare baho me tumhare baho me pyar ke chand se rat roshan rahe pyar ke chand se rat roshan rahe phir koyi asman pe sitara na ho ham tumhare liye, tum hamare liye najar najar se, kadam se kadam milaye huye chale hain wakt ke raftar ko bhulaye huye bahar puchh rahe hai bahar puchh rahe hai, chaman ke phulo se yeh kaun aaya ke tum sab ho sar jukaye huye ho sar jukaye huye soch me phul hai, ham agar chal diye soch me phul hai, ham agar chal diye phir chaman me kabhi yeh najara na ho ham tumhare liye, tum hamare liye phir jamane ka kya hai, hamara na ho aap ke pyar ka jo mile asara phir khuda ka bhe beshak sahara na ho ham tumhare liye, tum hamare liye ham tumhare liye, tum hamare liye
The Hum Tumhare Liye song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1969. It was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, featuring Sanjay Khan, Sadhana. The details of Hum Tumhare Liye song lyrics are given below:
Movie: Intaqam
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Sanjay Khan, Sadhana
Music On:
Year: 1969