">
Rim Jhim Ke Geet Sawan lyrics from Anjaana (1969) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Rajendra Kumar, Babita.
Song Lyrics
ra: rim-jhim ke git saavan gaae, haay bhigi-bhigi raato me la: hotho pe baat dilaki aae, haay bhigi-bhigi raato me la: teraa meraa puchhe naataa badi vo ye ghataa ghaghor hai chup hun aise me kah do kaise meraa saajan nahi tu koi aur hai ke teraa naam, hotho pe mere, tere sapane meri aankho me ra: rim-jhim ke git saavan gaae, haay bhigi-bhigi raato me ra: meraa dil bhi hai divaanaa tere nainaa bhi hai naadaan se kuchh na sochaa, kuchh na dekhaa kuchh bhi puchhaa na is ajaan se chal pade saath ham aise, kaise banake saathi, raaho me (?) ra: rim-jhim ke git saavan gaae, haay bhigi-bhigi raato me badi lambi ji ki baate badi chhoti barakhaa ki raat ji la: kahanaa kyaa hai, sunanaa kyaa hai kahane sunane ki ab kyaa baat hai ra/la: bin kahe, bin sune dil ne dilase kar li baate, baato me ra: rim-jhim ke git saavan gaae, haay bhigi-bhigi raato me la: hotho pe , baat dilaki aae, haay bhigi bhigi raato me
The Rim Jhim Ke Geet Sawan song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1969. It was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, featuring Rajendra Kumar, Babita. The details of Rim Jhim Ke Geet Sawan song lyrics are given below:
Movie: Anjaana
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Rajendra Kumar, Babita
Music On:
Year: 1969