Hum Behno Ke Liye Lyrics

Hum Behno Ke Liye lyrics from Anjaana (1969) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Rajendra Kumar, Babita.




19 7

Song Lyrics

hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me
aata hai ek din saal me
aaj ke din main jahan bhi rahun chale aana waha har haal me
chale aana waha har haal me
hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me
aata hai ek din saal me

kitane din aur kitani raine is aangan me rehna hai maine
kitane din aur kitani raine is aangan me rehna hai maine
pardesi hoti hai behane
babul jane bhej de meri doli kab sasural me
chale aana waha har haal me
hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me
aata hai ek din saal me

main hun bholi bairi jamana bhaiya meri laaj bachana
main hun bholi bairi jamana bhaiya meri laaj bachana
is rakhi ki reet nibhana 
aisa na ho main tadapu aise bulbul jaise daal me
chale aana waha har haal me
hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me
aata hai ek din saal me


Official Video Song



Song Details

The Hum Behno Ke Liye song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1969. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Rajendra Kumar, Babita. The details of Hum Behno Ke Liye song lyrics are given below:

movie Movie: Anjaana

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Rajendra Kumar, Babita

music on Music On:

year Year: 1969


Hum Behno Ke Liye lyrics from Anjaana

Anjaana Songs List

19
7
17
10
13
5
11
4
7
5